Al-Syed Herbal Tila Shahi Khaas
Al-Syed Tila Shahi Khaas Riwayati Tib-e-Yunani Ka Ek Intehai Taqatwar Aur Mayari Roghani Murakkab Hai, Jisay Kamzori Ko Jar Se Khatam Karne Aur Bharpoor Taqat Bahal Karne Ke Liye Khaas Tor Par Tayyar Kiya Gaya Hai. Is Ka Baqaida Istemaal Mardana Kamzori Ko Door Kar Ke Pukhtagi Aur Tawazun Bahal Karta Hai.
🌟 Numaya Khusoosiyat Aur Fawaid:
– Uzu-e-Khaas Ke Jumla Nuqoos Ko Door Karne Mein Apni Misaal Aap Hai.
– Pathon Ko Taqat De Kar Matlooba Sakhti Paida Karne Mein Intehai Moassar Hai.
– Chhotay Pan Aur Patlay Pan Ke Aarzay Ko Rafaa Kar Ke Bharpoor Aitmaad Bahal Karta Hai.
🌿 Qeemti Aur Khalis Ajzaa:
Beerbahooti, Maghaz Pista, Raig Mahi, Jund Bedastar, Laung, Aqar Qarha, Dar Cheeni, Jonk, Kharateen, Malangni, Jaifal, Roghan Zaitoon, Roghan Malangni, Roghan Til, Aur Roghan Sanda Waghera.
💧 Istemaal Ka Tareeqa:
Raat Ko Sone Se Qabl 3 Se 4 Qatray Sirf Oopri Hissay Aur Sideon Par Lagayein (Supari Aur Neechay Walay Hissay Par Hargiz Nahi Lagana).
⚠️ Zaroori Ehtiyat:
-
Yeh Product Sirf Bairooni Istemaal Ke Liye Hai.
-
Aankhon, Munh Aur Hassas Hisson Se Door Rakhein.
-
Bachon Ki Pohnch Se Hamesha Mehfooz Rakhein.
Reviews
There are no reviews yet.